Preview

Access a growing selection of included Audible Originals, audiobooks, and podcasts.
You will get an email reminder before your trial ends.
Audible Plus auto-renews for $7.95/mo after 30 days. Upgrade or cancel anytime.

Family Drama Stories by Delhi Press, Season 19

By: Delhi Press
Narrated by: Manish Singhal
Try for $0.00

$7.95 a month after 30 days. Cancel anytime.

  • Summary

  • Audible prastut karta hai Family Drama Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Paarivarik sambandh gehre hote hain lekin kaafi naazuk bhi hote hain. Kayi baar ek hi ghar mein rehte huye bhi parivaar ke sadasya ek doosre ko nahin samajh paate. Lagaav ke saath ek doosre ke prati dwesh, gussa aur kadvahat aane lagti hai jab samaajik mulya aur apni soch mein antar hota hai. Shaadi ke baad aksar rishton mein badlaav aane lagta hai aur mahilaon ko ek naye parivaar mein jagah banaane mein dikkat aati hai. Saas-sasur bahu ko kabhi beti ki tarah apna lete hain aur kabhi unko paraaya samajhte hain. Samvedansheel aur manoranjak drishti se paarivarik rishton ko prastut karti yeh kahaniyan ghar, samaaj aur badalte samay ki jhalak deti hain. Har ghar ki kahani vishesh hai, lekin har kahani mein aapko apne ghar ka koi sadasya, apne parivaar ki paristhityan bhi zaroor milengi!
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    Show more Show less
activate_Holiday_promo_in_buybox_DT_T2
Episodes
  • फोन कौल्स: आखिर मीनाक्षी को फोन कौल्स करने वाला कौन था?
    Sep 1 2022
    Meenakshi ne college jaana shuru kiya tha aur uski dosti kuchh hi ladkiyon se huyi thi. Unn ladkiyon ke saath usne apna phone number share kiya. Magar museebat tab shuru huyi jab use raat mein phone call aane lage. Yeh phone calls kisi ladke ke dwara kiye jaate the aur vah usse gandi baatein karne lagta tha. Agar Meenakshi ke ghar par kisi ko iss baat ka pata chal jaata toh vah unse bhi buri tarah baat karta tha. Meenakshi darr mein jeene lagi. Kya vah iska samadhan nikaal sakegi?
    Show more Show less
    14 mins
  • कायर- जब देश के लिए कुछ करने का सपना देखने वाला नरेंद्र फंसा भ्रष्टाचार के दलदल में
    Sep 1 2022
    Narendra ko ek patra mila tha aur vah padhne ke baad uski haalat kharaab ho gayi thi. Vah apni patni Nandita ke saamne kaafi pareshaan dikh raha tha. Nandita ne use samjhaaya ki vah shaant rahe aur jo bhi hoga achcha hoga. Narendra par bhrashtachaar ka aarop lagaaya gaya tha. Jab vah IAS officer bana tha toh vah desh ke liye kuchh karna chaahta tha. Lekin phir uske sapne badalte gaye. Kya vah iss maamle se nikal paaega?
    Show more Show less
    17 mins
  • कीमत

    कीमत

    Grihshobha
    Sep 1 2022
    Sudha ke imtihaan mein achche number aaye the aur har koi khush tha. Lekin uska parivaar chaahta tha ki ab vah aage padhai na kare. Lekin Sudha Dilli jaa kar aage padhai karna chaahti thi. Usne apni ma se kuchh paise liye aur Dilli chali gayi. Wahan uski mulaqat Manoj se huyi jisne uski madad ki. Lekin iske badle mein unn dono ke beech shareerik sambandh shuru ho gaye. Kya Sudha apne sapne sach kar sakegi ya vah Manoj ke jaal mein phans kar reh jaaegi?
    Show more Show less
    23 mins

What listeners say about Family Drama Stories by Delhi Press, Season 19

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.