• Friday Bayan 22-11-2024|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
    Nov 22 2024

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    1 hr and 55 mins
  • Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 25|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
    Nov 21 2024

    (0:00) Intro

    (0:59) Har field ke maahir in 🇵🇰

    •Lessons from Hazrat Khizar (AS) and Hazrat Musa (AS) ka waqia

    (3:33) Hazrat Khizar (AS) ke ilm par Hazrat Musa (AS) ka sawal

    (6:28) Ehsan faramosh ke saath naiki ka asool

    (7:30) Hazrat Musa (AS) aur Hazrat Khizar (AS) ka juda hona


    Qur’anic Recitation and Misinterpretations


    (8:05) Bukhari main agar Qur’an ki qira’at ka zikar ho to?

    •Refutation of misguided scholars and Ghamidi’s stance


    Hadith, Scholars, and Fiqh


    (14:10) Bukhari ke zyada tar raavi Hanfi kyun hain?

    (15:31) Koofa as ilm ka markaz

    (16:48) Extremist Ahl-e-Hadith scholars ko jawab

    (18:52) Imam Bukhari ne kai jagah Imam Abu Hanifa (RA) ko radd kyun kiya?

    (21:58) Ahl-e-Hadith ki barri garr barr

    (23:20) Abdullah bin Masood (RA) ke fatawa

    (24:43) Raful Yadain ki ahadith par Ahl-e-Hadith ko jawab


    Masah (Wiping Over Socks) and Related Matters


    (26:15) Q: Hadith mein Qur’an ki qira’at par sawal?

    (27:32) Musafir aur muqeem ke mozay par masah karne ke ahkam

    (44:16) Siachen duty par mozay ka masah aur 2 ehm masa’il (masah ki muddat)

    (48:42) Kuffain (leather socks) par masah karne ka sahih tareeqa



    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    53 mins
  • Tafseer-e-Quran Class # 30| Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
    Nov 20 2024

    (00:00) Surah “Alaq” ke dosre hisse ki tafseer.

    (Tafseer of the second part of Surah Al-Alaq.)


    (22:43) Ilm ki fazeelat aur ilm me asani ke liye wazeefa.

    (The virtue of knowledge and a prayer for ease in learning.)


    (26:50) Namaz ki Allah ki nazar me ahmiyat.

    (The importance of prayer in the eyes of Allah.)


    (29:05) Surah Qadr ka grammer ke mutabiq tarjuma.

    (The grammatical translation of Surah Al-Qadr.)


    Para No 30, Surat ul Alaq, Tafseer, Surat ul Qadr, Rukoo #22 Ayat #1-5



    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    43 mins
  • Tafseer-e-Quran Class # 29|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
    Nov 19 2024

    (00:00) Surah “Alaq” ka grammer ke mutabiq tarjuma.

    (The grammatical translation of Surah Al-Alaq.)


    (19:00) Surah “Alaq” ka lafzi tarjuma.

    (The literal translation of Surah Al-Alaq.)


    (22:08) Quran ki pehli wahee ke nazil hone ka waqia.

    (The incident of the revelation of the first verse of the Quran.)


    (38:33) Qalam ki value.

    (The importance of the pen.)


    Para No 30, Surat ul Alaq, Rukoo #21 Ayat #13-19


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    40 mins
  • Sunday Bayan 17-11-2024|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
    Nov 18 2024

    (0:00) Intro


    Teachings from Qur’an and Hadith

    (2:15) Qur’an: Ikhtilaf se pak kitab

    (6:33) Hadith: Qur’an se alag hasiyat

    (8:46) Nabi ﷺ ki nabuwwat ke dalaail

    (10:57) Jab sooraj grehan ke waqt Nabi ﷺ ke bete ka inteqal hua

    (12:36) Hadith ki hifazat

    (15:18) Peghambaron ki hifazat


    Preservation and Influence of Islam

    (16:42) Islam ki hifazat, ajmiyon ke zariye

    (19:07) Islam ki kashish

    (19:45) Goray ki research

    (20:45) Arabic zuban ki hifazat

    (23:44) Every religion’s basic orders


    Philosophical and Social Questions

    (24:56) Aamil and atheist on target

    (25:22) Atheist question

    (26:53) Hamara wajood?

    (28:27) Islam mein jismani safai


    Practical Lifestyle and Worship

    (32:15) Subha ka sabse pehla kaam?

    (33:05) Sharab chhodne ki motivation

    (34:52) Namaz aur zakaat ka nizam

    (36:51) Sayyad ko zakaat dena haram


    Muslim Festivals and Celebrations

    (37:31) Muslim festivals: Eid ul-Fitr ki khushi

    (41:02) Eid ul-Azha ki khushi

    (41:58) Birthday ki khushi?

    (42:52) Intermittent fasting vs Ramazan ke rozy


    Social Justice and Ethics

    (45:11) Aurat aur yateem ke huqooq

    (48:51) Nabi ﷺ ki braheen-e-qate’a vs aaj ke scholars

    (50:39) Youngsters ki ghalat fehmi

    (53:03) Europe vs Pakistan


    Questions and Practical Advice

    (54:03) Mufti sb ka jawab ek sahib ko jo apne walid ka ilaj ke liye bahir mulk le ja rahe the

    (57:53) Janwaron ke huqooq

    (59:53) Bahir mulkon mein homosexuality/zina legal?

    (1:01:53) Bahir mulkon mein charas/sharab legal?

    (1:03:13) Musalman pabandiyon mein jakra hua?


    Duas and Closing Topics

    (1:05:39) Dua

    (1:05:57) Attahiyat mein Nabi ﷺ par salam?

    (1:08:00) Shadi karne ka sahih waqt aur nasal barhana?

    (1:22:58) GF banana? Gunah chhodne ka tariqa?

    (1:24:28) Dua


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    1 hr and 25 mins
  • Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 24|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
    Nov 16 2024

    (0:00) Intro

    (1:25) Hulia Mubarak Hazrat Musa (AS)

    (2:22) Hazrat Jibraeel (AS) doodh aur sharab Hazrat Musa (AS) ke samne laye

    (3:12) Nabi ﷺ ne Hazrat Yunus (AS) ke baare mein kya kaha?

    (5:38) 10th Muharram ka roza kab sunnat hua?


    Stories and Teachings of Hazrat Musa (AS)

    (7:05) Koh-e-Toor par Allah ki tajalli

    (9:34) Hazrat Musa (AS) qayamat ke din sabse pehle hosh mein kyun aayenge?

    (11:48) Firauniyon par toofan aur azab


    Lessons from Hazrat Musa (AS) and Hazrat Khizar (AS)

    (14:14) Hazrat Musa (AS) aur Khizar (AS) ka waqia

    (15:50) “Main sabse bara aalim hun” kehna kaisa hai?

    (18:03) Ghairat ki wajah se ghussa aana

    (20:36) Khadim ki ghalti par maaf karna

    (22:09) Yusha (AS) ne ghalti ka malba kis par dala?

    (22:59) Khizar (AS) ka hairan hona Musa (AS) ke salam par

    (24:02) Takveeni kaamon ki haqeeqat


    Practical Islamic Guidance

    (27:20) Darhi rakhne par Imam Shafai ka qoul

    (31:36) Nizam ki tabdeeli ke liye kya karein?

    (32:44) Jinn utarne ke liye aamil ke paas jana?

    (34:00) Mufti sb ka challenge aamilon ko

    (35:16) Jamiatur Rasheed mein aamilon ke chakkar

    (36:20) Mufti sb ka hamzad aur aamil


    Islamic Rulings and Everyday Matters

    (37:24) Aashurah ka roza nafal?

    (37:30) Sabz mirch aur doosri sabziyon mein ushar ka hukam?

    (38:04) Mobile mein game khelne se paisa kamaana?

    (38:20) Waldain ka imtiyazi salook ghareeb bete ke saath?

    (39:14) Farz namaz mein imam ko luqma dena?

    (39:24) Misri ulama darhi kyun nahi rakhte?


    Hazrat Khizar (AS) and Some Questions

    (40:18) Hazrat Khizar (AS) zinda hain?

    (41:18) Mufti sb ke FB page par blue tick kyun nahi?

    (41:41) Mufti sb ka 1.5 hours Friday bayan sunna?


    Cleanliness and Pets in Islam

    (43:10) Kutte ka jhoota najas hai ya pak?

    (47:04) Kutte ke jhootay bartano ko 7 bar dhona ya 3 bar? + mitti se dhona?

    (52:53) Kutta palna? Europe mein God ke bajaaye dog?

    (54:02) Kutta palne ke Islami ehkam?

    (55:58) Billi ka jhoota najas hai ya pak?

    (1:02:58) Billi ke jhootay bartano ko 1 bar dhona laazim?


    Wudu and Masah Guidance

    (1:04:44) Mozon par masah ke ehkam aur Surah Maaidah ki aayaat


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    1 hr and 12 mins
  • Friday Bayan 15-11-2024 | Mufti Tariq Masood Speeches
    Nov 15 2024

    (0:00) Intro

    (1:40) Tauheed: Har Paighambar Ka Mission

    (4:07) Qaum-e-Loot Ki Do Buraiyan

    (5:40) Qaum-e-Shoaib Ki Burai

    (7:30) Hazrat Dawood aur Sulaiman (AS) ka Amal

    (8:54) Tauheed Ka Parchar: Aam Baat

    (9:20) Nabi ﷺ Ki 13 Sala Mehnat

    (10:42) Nai Nasal Barbad Kiyon Ho Rahi Hai?

    (12:30) College/Universities Ka Bigaar

    (14:38) Arab Ki Ahem Buraiyan

    (16:34) Jab Abdullah Bin Masood (RA) Ne Apne Ghulam Ko Mara

    (17:00) Jazbati Log

    (17:14) Hazrat Shoaib (AS) Ka Focus

    (17:50) Society Ke Masail Ka Hal, Field Ke Mahir Ke Pas

    (22:17) Raf-ul-Yadain Ke Jhagray

    (23:57) Mufti Sahab aur Aamilin

    (26:25) Apne Aap Ko Ghareeb Samajhne Par Pabandi

    (27:39) Europe Homosexuality Mein Qaum-e-Loot Se Do Qadam Aage

    (29:53) Arbon Ki Bimariyan

    1. (31:00) Aurat Ki Virasat Kha Jana
    2. (32:00) Aurat Ko Paon Ki Jooti Samajhna
    3. (32:10) Baiti Ko Bura Samajhna
    4. (32:20) Qatal-e-Aulad
    5. (32:30) Ghulamon Par Zulm
    6. (32:40) Yateem Bachon Ka Maal Khana

    (32:18) Women's Rights in Qur'an

    (32:50) Arbon Mein Yateem Bachon Ki Kafalat

    (35:52) BBC Report: Do Arbi Ke Darmiyan Maa Ko Rakhne Par Court Mein Jhagra

    (37:36) Ek Yateem Bachay Ka Khayal in Saudi Arabia

    (38:10) Nabi ﷺ Ki Seerat: Hazrat Umm-e-Salma (RA) Ko Bachon Samait Qabool Karna

    (39:04) Hazrat Ayesha (RA) Se Nabi ﷺ Ka Sawal

    (40:45) Nabi ﷺ Ka Bara Dil

    (42:43) Aisi Aulad Ko Ghar Se Nikal Do (Billionaire Owner Ke Darhi Topi Walay Beton Ka Waqia)

    (47:57) Duniya Ke Gutter Walay Dil

    (48:18) Value of Blood Relations in Europe?

    (50:34) Yateem/Aurat Ki Virasat Khane Walay

    (52:12) Arab aur Aurat Ki Virasat

    (52:29) Qanoon-e-Virasat Ki Dhajjiyan

    (55:37) Baiti Ki Paidaish: Ek Jurm

    (57:05) Nabi ﷺ Ne Aisa Amal Karke Arbon Ko Sabaq Sikhaya

    (59:47) Today's Society on Daughter's Birth?

    (1:00:22) Mufti Sahab Ki Dua Mein Beta

    (1:00:57) Mufti Sahab Ka Aankhon Dekha Waqia: Do Betiyon Ke Baad Hospital Mein Sog Karti Family

    (1:03:02) Mufti Sahab Ka Istighna

    (1:03:42) True Motivation

    (1:04:56) India/China Ka Haal, Baiti Ki Paidaish Par

    (1:06:00) Murghi vs Darinda Insan

    (1:08:10) Tablighi Jamaat: Waqt Ki Zarurat

    (1:10:38) Dua


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    1 hr and 11 mins
  • Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 23|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
    Nov 14 2024

    (0:00) Intro


    Waqiaat

    (2:16) Waqia-e-Ifk: Hazrat Ayesha (RA) ko jhooti tohmat lagne se bukhar hua?

    (4:15) Hazrat Ayesha (RA) ka aelan-e-bara’at

    (6:10) Hazrat Ayesha (RA), Hazrat Abu Bakr Siddiq (RA), aur Hazrat Umar (RA) par mutariz scholars


    Lessons from Prophets and Companions

    (7:51) Mayoos logon ke liye Allah ki madad

    (Iman walon ka aazmaya jana)

    (14:08) Hazrat Ayub (AS) par gold ki tiddiyon ki barish hui: Istighna vs takabbur

    (Allah ki aati hui nemat se munh phairna?)

    (17:18) Vahi ka pehla waqia: Jab Hazrat Khadija (RA) ne Warqa bin Nofel ko Nabi ﷺ ke paas bheja

    (20:52) Jab Musa (AS) apne bhai Haroon (AS) ke saath Firaun ke darbar mein gaye?

    (23:48) Musa (AS) ki behen taboot ke peeche chali to?

    (24:42) Dono maqam se barabar ka fasla

    (Jhelum aur Karachi se equal distance = Multan)

    (25:30) Jab Samri jadugar ne Bani Israel se gold le kar bachhra banaya?


    Questions

    (27:33) Hazrat Ayesha (RA) ko apni tohmat ke baare mein kaise pata chala?

    (28:11) Waqia Bajorr ke waqt security ehalkar kahan thay?

    (29:23) Sarkari mulazimeen ke GP fund mein annual interest increment ka hukm?

    (29:54) Ghamdi ke khilaf kaam kyun nahi ho raha?

    (31:40) Pathan/Punjabi/Balochi: Qaum parasti ka naara?

    (32:40) Mufti sahab ke naam se bohot se channels aa gaye hain. Asli kaunsa hai?

    (32:58) Mufti sahab ke naam ko cash karne wala “Wrong Number”?

    (34:10) Molviyon ka sasta khoon kyun? (Wajah: Ulama ki media se doori; waqia Bajorr)


    Dars-e-Tirmizi

    (37:38) Khajoor/Kishmish/Angoor mile pani ki taqat aur sunnat istimal?

    (39:12) Khajoor mile pani se wazu ke 2 ahkam

    (42:04) Nabeez se wazu karna?

    (45:14) Khajoor ke pani mein mix hone se wazu ke ahkam

    (49:48) Doodh peene ke baad kulli karna?

    (51:48) Baghair wazu Allah ka zikr karna aur salam ka jawab dena?

    (54:50) Baghair wazu tilawat karna: Nabi ﷺ ka tareeqa?


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    59 mins