
UNDERCOVER
CODE: CHEETAH
Failed to add items
Add to Cart failed.
Add to Wish List failed.
Remove from wishlist failed.
Adding to library failed
Follow podcast failed
Unfollow podcast failed
-
Narrated by:
About this listen
Hoop Entertainment prastut karte hain UNDERCOVER: CODE: CHEETAH, ek Audible Original peshkash
SHOW SUMMARY
UNDERCOVER: CODE: CHEETAH kahani hai ek daringbaaz ladke Ravi ki jiskey pitah, chacha aur fufaji ki nirmam hatya kar di jaati hai. Phir uske pariwar ko kamjor samajh baithey kuch dushman uske zameen par awaidhya roop se kabza bhi kar letey hai. Aise hi museebat mein Ravi apni chalaak yojna se upajey naye aur puraney dushamno se badla leta hai. Aur Badla aisa leta hai ki sabko pata to hota hai ki kisne kiya hai par koi saboot nhi hai. Aakhir mein duniyan ko pata chaley iske liye apne pitah, chacha aur fufaji ke hatyare ko maar surrender kar deta hai.
Saza hone se pehle hi usse do behrupiye jail se uda le jaatey hain. Ravi ki daring ki baat usse ek shadow organization ka hissa banati hai jahan use samajh nhi aa raha ki khud ko Jackal, Tiger kehne wale do ajnabi kaun hain par wo kaam accha kar rahe hain. Wo samaj ke dushamno ko uchhit saza de rahe hain jo desh ki Sarkar bhi nhi kar saki hai. Par ek din wo khud ko kai unsuljhey jaal mein uljha hua paata hai jahan se nikalna muskhkil hai par Ravi uga hi tha paschim se purab mein doobne ke liye.
DISCLAIMER
Ye ek kaalpnik kriti hai. Aur iske vaastvik vyaktiyon, vyavasayon, sthano, ya ghatnaon ke sath koi bhi samaanta akasmik hai. Is show me pradarshit tathyon ko kisi bhi dharmik granth, dharm, lokkatha, kahani, ya katha ka satwik ya sachcha niroopan Nahi samjha jana chahiye. Show me pradarshit dharmik granth, dharm ya kahani ke liye vyakt kiye gaye vichar aur prastutikaran lekhak ke hain, aur Audible ke nahi. Ye show kisi vyakti sanstha, jati, samuday, nasl ya dharm ko apmanit ya badnaam karna ya kisi sanstha ya vyakti jeevit ya mrit ko neecha dikhane ke irade se nahi hai. Aur ya kisi bhi vyakti sanstha, varg ya samuday ke kisi dharmik dhaarnao, maanytaon ya bhawnaon ko apmanit ya apmaan karne ka irada nahi rakhta hai. Shrota ko vivek se Faisla lene ki Salah di jati hai.
Production House
Hoop Entertainment
Writer & Director
Rajnish Rao & Vivek Rao
Producer
Nikhil Mirchandani & Preeti Mirchandani
Creative Consultant
Roma Dutia
Post Producer & Executive Producer
Aishwarya Shukla
Post Production Head
Rajnish Rao
Music, Bgm, Sound Design
Ricky Tehra
Final Mixing
Hemant Khedekar
Dubbing Studio
CentaurRao Post Studio
Cast
Prateek Kumar Mishra
Sumit Goswami
Nishant Tanwar
Ipsit Nayak
Pranjal Pateriya
Sadhvi Chopra
Kabeer Singh
Annapurna Vitthal
Kishor Soni
Farhad Khairyi
Irfan Raza Khan
Girish Thapar
©2022 Hoop Entertainment PVT LTD (P)2022 Hoop Entertainment PVT LTD-
Jan 4 202321 mins
Failed to add items
Sorry, we are unable to add the item because your shopping cart is already at capacity.Add to Cart failed.
Please try again laterAdd to Wish List failed.
Please try again laterRemove from wishlist failed.
Please try again laterAdding to library failed
Please try againFollow podcast failed
Please try againUnfollow podcast failed
Please try again -
Jan 4 202319 mins
Failed to add items
Sorry, we are unable to add the item because your shopping cart is already at capacity.Add to Cart failed.
Please try again laterAdd to Wish List failed.
Please try again laterRemove from wishlist failed.
Please try again laterAdding to library failed
Please try againFollow podcast failed
Please try againUnfollow podcast failed
Please try again -
Jan 4 202319 mins
Failed to add items
Sorry, we are unable to add the item because your shopping cart is already at capacity.Add to Cart failed.
Please try again laterAdd to Wish List failed.
Please try again laterRemove from wishlist failed.
Please try again laterAdding to library failed
Please try againFollow podcast failed
Please try againUnfollow podcast failed
Please try again